Dhyan se dekh lo inko, yahi hai wo 4 chehre jo sare aam daaru khareed ke laundo ko badnaam kar rahe hai

Dhyan se dekh lo inko, yahi hai wo 4 chehre jo sare aam daaru khareed ke laundo ko badnaam kar rahe hai

Kehna ghalt ghalt to chupana sahi sahi,
Qasid kaha jo us ne batana sahi sahi,
Ye subha subha chehre ki rangaat urri hui,
Kal raat tum kahan the batana sahi sahi,

Dil le k mera hath main kehte hain mujh se wo,

Kya lo ge is ka daam, batana sahi sahi,

Aankhein milao ghair se, do hum ko jam-e-mey,

Saqi tumhain qasam hai pilana sahi sahi,

aye meh faroosh bherr hai teri dukan pr,

Gahaq hain hum  be-maal dikhana sahi sahi,

GHALIB to jan-o-dil se faqt aap ka hai bus,

kya aap bhi hain us k batana sahi sahi.

0 comments:

Post a Comment

 

Ye Kya Chutiyapa Hai Design by YKCH Inc. © 2012